Pakistani Readers discussion
Personal Writings
>
Siyaahi
date
newest »


"Apnay gird Lafzon ka qila bana kar
Is bandish mein reh sakoon shaayad"
defines like every reader's existence!
Btw a bookshop in my city is selling your book for the triple prize;)

Usay maathay say dho sakoon shaayad
Mein is kaalak ko kaajal bana kar
Aankhon mein laga sakoon shaayad
Jo is aag mein sulagtay hain
Woh raakh nahin hotay sha..."
kafia aur radeef ka thora sa masla ha..alfaz achy hian




Jo is aag mein sulagtay hain
Woh raakh nahin hotay shaayad
bhot ala yr.alaa
Woh raakh nahin hotay shaayad
bhot ala yr.alaa
Usay maathay say dho sakoon shaayad
Mein is kaalak ko kaajal bana kar
Aankhon mein laga sakoon shaayad
Jo is aag mein sulagtay hain
Woh raakh nahin hotay shaayad
Qismat Kay jo kankar hain in say
bikhri Hun par tooti nahin shaayad
Mein bikhar gayee agar kaaghaz par
ek baar phir say simat sakoon shaayad
Gehray khayaal ko humsafar bana kar
qalam mein band ho sakoon shaayad
Apnay gird Lafzon ka qila bana kar
Is bandish mein reh sakoon shaayad
Lahoo Jo baha hai meray aansoon ka
Usi kay rang say likh sakoon shaayad
Daastaan apni tehreer kar kay
Dilon mein Umeed jagaa sakoon shaayad
Isi gehri siyaahi ko koila bana kar
Kayee diyay aur jala sakoon shaayad